Posts

CRT TV me horizontal line Ko kaise repair karen

CRT TV me horizontal line Ko kaise repair karen .. CRT TV me ye common problem hai.agar aap aise TV Ko repair karna chahte hain to aap sidha vertical section pe work kariye.vertical section ke liye niche image dekhiye. Ye problem mostly vertical IC ke kharab ho Jane ke Karan hota hai aap isko replace kariye usi number ke IC se ya uska equivalent IC bhi daal sakte hain agar aapko equivalent pta nahi ho to aap IC number likh kar Google pe equivalent pata kar sakte hain.vertical ic ke kharab hone per hi aise problems hote hain.kai bar screen per ek Patli aadi line aati hai to kai baar screen aadhi size ki ho jaati hai. aise me vertical ic Ko Badal den. Vertical IC Ko kaise pahchane.... Vertical section me 7(4:3)leg ka IC hoga jo heat sink se Laga hua hota  hai .Str aur vertical ic me confuse na ho kyuki str aur vertical ic dono ek hi heat sink me Lage hote hain magar circuit diagram me..str power supply k primery section(hot section) me Laga hota hai jabki vertical ic c...
Recent posts